Tareef:
computer electronic machine ha jo masla hl krnay k lia istmall hote ha jis k mtabic hm os ko hidayat detay han. Hidayat ki jmat ko hm program b khtay han.jo hm c, c++ or java me likhtay han.Ak operating system hota ha jo progrm ki nigrani krta ha.in ki misal windows,UNIX,LINUX wagera hotay han.
Ak computer doo hisow pr mushtmil hota ha, jis me say ik hardware or dosra software hota ha.
hardware coputer ka wo hisa hta ha jo khud cpu ha or chote chip k sath hota ha or chotay chota circuit b hotay han.,keyboard,mose,floppy hard cd dvd optical wagera sary hotay han.
CPU
jis me khas torr pr chip ya processor ki kargargi hote ha.jo aaj kl pentium aa ry ha ya to ye intel k bnay hotay han ya zida tr dosre copnay k b hotay han jin ko hm apna zate computer b khtay han.misal k tor pr jesay motorola or AMD.
jin k speed zida hote ha wo clock ki speed pr mnhsir hote ha.or ye motherbord pr b mnhsir b hote ha.