Biography of Holy Prophet Hazrat Mohammad S.A.W.W

Posted on at


Hazrat Mohammaf s.a.w.w ka nasab adnan tk moatabar tareekho'n mai'n.milta hai, Hazrat Ismail a.s k ek farzand qeedar ki nasl de thay 300 sadi mai'n adnan k beya Maad ki 19v pusht mai'n ek buzurg paida huay unka naam fahar bib malik tha, unhi se 5v nasal mai'n Qassi paida huay unka naam zaid aur kunniyat abul mugheera thi, walid ka naam kallaab aur walida ka naam fatima bint e saad tha Qassi ki 2 biviya'n thee'n ek atika bibt r khalikh ibn e laik aur 2sri habbi bint e khaleel khazai, Khaleel banu khaza'aa k sardar aur Khana E Kaba k mutawalli thau, un ki wafaat k baad yr zimma un k qareebi rishtadar abu ghashban khazai ki mika, iss azeem zimmedari ko Qassi bin Kallaab k haatho'n farokht kr diya gaya, Qassi bin Kallab toheed parast thay, Qassi ki 6 auladai'n thee'b, 1abduldar
2abd e munaf
3abdul izza
4 abduliqsa
5abdul abd
6abdul barra
Abd e munaf ka asal naam mugheera tha, Abd e munaf k 4 betay thay hashim aur abdushams ye dono hurwa'n.thay jb ye paida huay to ek ka pair dusray ki peshani per chipka hua tha, jb dono ko alag kiya gaya to bht khoon baha, aur peshan goi ki k bht khoon rezi hogi, aur phir aisa hi hua, Hashim ba kirdar honay ki wajha se sb ko bht pasand thay unhi k beta Janab E Abdul Muttalib a.s thay aap k baal paidaish k waqt samnay se safaid thay to unko shaiba kaha jata tha


TAGS:


About the author

160