Desi Gharelu Nuskhe

Posted on at


Hazaro saalo se, har ek desh mein chahe voh India ho, Africa ke desh ho, America ho ya Europe ho, paramparagat tarike se gharelu nuskhe sadharan bimariyo ke liye upyog mein kiye jaate aaye hai. India mein ayurved 5000 sal se hai aur log ayurved ke saath saath apne ghar mein upyog hone vale samagri ka bhi istemal karte aaye hai. Inhe hum gharelu nuskhe (घरेलू नुस्खे) ya desi nuskhe (देसी नुस्खे) ke naam se jaante hai. Yehi desi nuskhe ko dadi ma ke gharelu nuskhe (दादी माँ के घरेलू नुस्खे) bhi kaha jaata hai.
Yahan par sangrah kiya hai gharelu nuskhe in Hindi. Yeh gharelu upchar in Hindi har samasya aur har paristhiti ke liye alag alag tarike se prastut kiya hai. In mein shamil hai ayurvedic upchar in Hindi aur home remedies in Hindi sadharan se taklif aur bimariyo ke liye. Yahan par aap paayenge dadi ma ke gharelu nuskhe in Hindi (दादी माँ के घरेलू नुस्खे) tvacha ke liye, baalo ke liye, takat ke liye aur mamuli bimari jaise ki khaansi aur shardi ke liye. Pet mein dard ho, jodo mein dard ho to aap yahan par desi nuskhe in hindi jaaniye in taklifo ke liye. Pregnancy ke baare mein bhi gharelu upay in Hindi aap jaanenge. In fact, yeh gharelu ilaj in Hindi bahut hi vistrut hai aur koshish hai ki har ek sawal ka jawab in desi nuskhe (देसी नुस्खे) mein aap ko mil jaaye.
घरेलू नुस्खे घरेलू उपचार jo hai voh prakrutik samagri ka upyog karte hai aur in se koi aad asar nahin hota hai. Aur to aur, yeh आयुर्वेदिक नुस्खे se sharir ko fayda hota hai aur jo bimari hai voh jad mool se nikal jaati hai. Gora hone ke liye ya to vajan badhane ya kam karne ke liye ya aur koi haalat ke liye aap ayurvedic ilaj in hindi kare voh behtar hai. Yahan par hum ne alag aur vistrut sources se gyaan ka sampadan kiya hai aap ke fayde ke liye. Yeh gharelu tips in Hindi bilkul holistic hai aur aap ke swasth ko hi nahin, jeevan ko bhi sudhar denge.



About the author

160