Intro:-
Rashid Minhas was born on 17 Feburary 1951 in karachi at air force hospital 9 40 pm. He was a Pilot officer in Pakistan air force. Rashid Minhas Passed the examination of senior cambridge from sand Patrick college in karachi. In 31 august 1968 , he admitted in the school of Air force in Risalpur. He received the degree of BsC in 1971 from Peshawar university. Rashid Minhas died on 20 august 1971 in Sindh.......
In URDU :-
Rashid Minhas ki salahiyaton ko samny lany main un k taya Abdul Rasheed ka bhht bra hath hai .....
His First Flight :-
20 august 1971 baroz Friday ko T- 33 Traner Jet Tyyary main Bethy hwe control tower sy unhain Pheli clearence mili ...11 27 per achnak un ka instructor gari main sawar ho kar run way py a gya aur Rashid Minhas k hamrah Tyyyary main beth gya . Mateeh ur rehmaan name is bangali officer ny tyyary ka control sanbhal liya aur karachi main apny 2 sathiyon ko pegham dete hwe kaha
Paigham :-
Main Jhodpur ja raha hn tm mery ahl o ayal ko ly kar foran Hindustan Highway commision chaly ao aur wahan panah ly lo...
Rashid Minhas ka reaction :-
ye sunty he wo samj gye k un ko aur un ka Jet ko kidnap kiya ja raha hai unhonny forun mirpur tower 11 29 29 per pegham diya mujy Kidnap kiya ja raha hai Nez Gadhara instructor k sathiyon ko Hindustan high commision main panah leny sy roko . Rashid Minhas ki ye harkat dekhty he Matte ur Rehman ny Chloroform sy bhega hwa rumaal ap k naak py rakh diya jis sy ap byhosh ho gy....
11 33 20 py Rashid Minhas ko zara sa hosh aya to unhon ny control tower per phir sy piagham dya k mujy kidnap kiya raha hai aur meri matee ur rehman sy kashmakash jari hai ....
T BIRD :-
Rashid Minhas k tyary ka code T BIRD tha ... Thatta k qareeb unhon ny hatmi faisla kiya aur Hindustani border sy 32 meel door Shaheed doro k maqam py unhon ny tyary ka rukh zameen ki tarf mor diya .... unhon ny apni jaan ka nazrana paish kar diya lekin Jet ko dhushman mulk main na jany diya ... Aur un k is karnamy k liye unhain NISHAN E HAIDER diya gya ....
SALAM 2 SUCH A BRAVE
SOLDIER....... (^_^)