Zindagi

Posted on at


Jab bi toofan ae hain to kisi masoom parindy se uski chatt nay usky gar, usky ghonslay ... balky usky ashiyaany nay bi wafa nai ki the......

Aur ik toofan hai jis nay zara sa bi reham tk nae kiya . . .

insan be kia chez hai bhrosa bi karta hai to kis per . .  ?

kbhi khud py to kbi un rishto py .. or un se umeed whi rkhta hai jo us pariday ko apny us ghonslay se hoti hai . .

kbhi kbhi hum soch bi nae skty par qudrat hamari zindai mein wo khofnaak sa khuwab haqiqat ki surat mein la kar hamary samny khra kar deti hai jo hamary la'shaoor kay kisi konay mein be nai hota, jis ka samna karna rooh kay perwaaz kar hany se be ziada dardnaak hota hai . . !

yeh kahani zindagi ki kahani hai . . !

is kahani mein insan parinda or zindagi toofan hai. .  nae jantay kay kon ziada be-reham hai  ? ? ?

Ae zindagi ...!

itna to bata kiyon tuj se itny gily hain . . ?

kiyon tuj se itny faslay hain ... ?

Ae zindagi itna to bata . . . ? ? ? ? :( :( :(



About the author

muhammad-asad

Muhammad Asad from Pakistan

Subscribe 0
160